Khuda Ne "Aankhe" Kitni Ajib Banai HaiKhuda ne "aankhe" kitni ajiBanai hai. jab ye uthti haTo duaa ban jati hai, jab yJhukti hai to hayaa ban jatHai. uth ke jhukti hai to adaBan jati hai, jhuk ke uthtHai to khata ban jati hai, yKhulti hai to duniya unhe rulDeti hai. par band hoti hai tYe duniya ko rula deti hai
Pyar Me Log Bahut Majboot Ho Jate Hai Or Bahut Kamzor BhiPyar me log bahut majboot hJate hai or bahut kamzor bhiMajboot itne ki duniya se laJate hai, or kamzor itne ki sirEk insaan ke bina nahi rah pate hai
Har Ek Jazabat Ko Juba Nahi MiltiHar ek jazabat ko juba nahMilti, har ek ansu kDua nahi milti, muskuratRahoge to duniya sath degiKyuki ansuo ko to ankhoMe bhi panah nahi milti
Khushiya Is Jaha Ki Rab Aap Par Nisar DeKhushiya is jaha ki rab aaPar nisar de, bhool jaHar gam ko aapko itna pyaaDe, jhuk jaye aapke kadmPar ye duniya, khudAapko ye pyaara sa mukam de
Sama Ki Roshni Se Andhera Dur Hota HaiSama ki roshni se andhera duHota hai, is duniya me haKoi mazbur hota hai, jo aankSe jitne dur hota hai, woDil ke utne hi karib hota hai
Usko Apna Bana Kar Dekh Liya Dard Dil Me Basa Kar Dekh LiyaUsko apna bana kar dekh liyDard dil me basa kar dekh liya..Wo mera kisi tarha nahi huHar tarha aajma kar dekh liya..!Wo na aawaz-e-dil meri samjhHal-e- dil bhi suna kar dekh liya..Lafz tak sath nahi dete jab merGeet bhi gunguna kar dekh liya..!Ek ham the jo muskurate rahUsne har julm dhake dekh liya..Mera koi nahi is duniya mSabko apna bana kar dekh liya..!